Topics

Aurat Aur Wilayat

Mard hazraat, aurat ko sarparasti ke laiq nahi samajte kyunkay inhen yeh gawara nahi hai ke sarparast aurat ho. Woh is mansab ko apni' ' anaa' ' aur hakmiyat ke khilaaf samajte hain. Halaank sarparasti ka fareeza fitrat aliha ney aurat ko saump diya hai. Mard aurat hi ki sarparasti mein parwan charhata hai. Baaligh honay taq mard aurat ki sarparasti mein zindagi guzarta hai.

Topics


101 AULIA ALLAH KHAWATEEN (Roman)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI